Mehekti hai hawa
Ki hum kyu hai juda
Har pal khas ho
Jo tere saath ho
saso ne bass mangi hai teri hi dua
Humse ho gayi khata
Tu bas itna bata
Jo khudse bhi khas ho
Jo punam ka chand ho
Kya ye jaruri hai ki wo tumhare saath ho
Ae resham ki ghata
Kuch to taras dikha
Kabhi to sath ho
Hum dono sath ho
Meri ankho ki uski akho se kabhi to baat ho
No comments:
Post a Comment